Sports Poems Biography
(Source.Google.com.pk)Ik Shakhs Ko Chaha Tha
Apno Ki Tarah Hum Ne
Ik Shakhs Ko Rakha Tha
Taron Ki Tarah Hum Ne
Wo Shakhs Qayamat Tha
Kaya Kary Us Ki Batein
Ik Shakhs Ko Mana Tha
Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Din Us Ke Liye Payda The
Thee Us K Liye Ratein
Kab Milta Tha Wo Kisi Se Wo
Bus Hum Hi Theen Mulakatein
Ik Din Wo Shakhs Hum
Ko Apno Ki Tarah Bhoola
Phoolon Ki Tarah Bikhra.
Taron Ki Tarah Toota
Par Tum Kiyun Yun Chonkey Ho?
Kab Zikr Tumhara Hai?
Kab Tum Se Khawahish Hai?
Kab Tum Se Umeedein Hai?
Kab Tum Se Tamanna Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Ik Taaza Haqayat Hai Sun Lo To Inayat Hai
Ik Shakhs Ko Chaha Tha
Dil ko tote hove arse hove
tum se bichre hove arse hove
meri hr bate pur faraib shahi
sach se bichre hove arse hove
tum gye hoe tu muje raat mele
din se bichre hove arse hove
khod se tanhae mai milte hai zaror
jaa se bichre hove arse hove
jub mele te wo muje yaad hai zaror
tub se bichre hove arse hove
ajeeb jang ka bazaar hai ro numa "Asif"
khod se bichre hove arse hove
I Feel A Hole Inside My Soul,
I've Never Felt This Pain Before,
You Broke My Dreams You Stole My Hopes,
But From Now On My Heart Is Closed,
For All You've Done, No, I Can't Blame,
You Deserve To Feel The Same,
In This Love It's Hard To Play,
You Turned My Life Into Your Game..:)
Apne Ahsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do
Main Sadiyon Se Idhoora Ho Mukamal Kar Do
Na Tumhe Hoosh Raha Na Mujhe Hoosh Raha
Iss Qader Toot Ker Chaho Ki Mujhay Pagal Kar Do
Tum Hathali Ko Mara Pyaar Ki Mehndi Say Rang Do
Apni Ankhon Main Mara Naam Ka Kajal Kar Do
Dhoop Hi Dhoop Hon Main Iss Tarha Too Kar Bersoo Mujh Per
Main To Sehra Ho Mujhay Pyaar Ka Badal Kar Do
Iss K Saya Main Mara Khawab Mahek Jayin Ga
Mare Chehray Per Umeddon Ka Anchal Kar Do
Apne Honton Ki Moher Lagaoo Mujh Per
Ek Nazer Pyaar Say Deakho Mujhay Ghayal Kar Do
Lehad me utarney tak Samney Rehney dena,
Rooko usy abhi naa Jaaney Dena,
Usko kehna yehi tha naseeb ka Likha,
Aik asshk Na Ankhoun se behney Dena,
Usko Kehna Sath he itna tha likha,
Warna Kon na Chahta Sadiyaaan dena,
Usko kehna Dunya se tu Chala geya hon,
Apni Tasbeeh se Na mujh ko Nikalney dena,
Usko Kehna meri Zindagi ka Hasil Tum ho,
Meri Rooh ko na khud se Bicharney Dena,
Juda Tum Se Huey Hn To Kisi Se Hum Nhi Milty
Koi hum Se Mily Bhi To Khushi Se Hum Nhi Milty
Agr Pathar Ho Tum, To Aao Betho Hum B Pathar Hn
Agr Ho Aadmi, To Aadmi Se Hum Nhi Milty
Hum Apni Zaat Mein Sehra Hn Sehraon Se Yaari Hy
Kisi Darya Samandar Ya Nadi Se Hum Nhi Milty
Hmein Murda Dili Tohfy Mein Tum Ne Hi To Bheji Thi
Gila Mat Kr Jo Ab Zinda Dili Se Hum Nhi Milty
Hmari Zindgi Hy wo Agr Uss Ki Khushi hy To
Chalo kuch Roz Apni Zindgi Se Hum Nhi Milty
Faqeeron Ko Faqeeron Ki Rafaqat Raas Aati hy
Sakhi Aaen To Keh Dena Sakhi Se Hum Nhi Milty
Mene khuwaab dekha hai
Zalzala sa aya hai
Asmaan k taray
Toot toot girtay hain
Taj k sabhi heeray
Be waqar phirtay hain
Chehra munawar hai
Khaak o khoon main ghaltida
Is zameen k basi
Khakada k ye zaray
Andhiyon k kandho par
Kehkashan musafir hain..!!
Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai
poop
ReplyDeleteim gay
ReplyDelete