Rhyming Poems For Kids Biography
(Source.Google.com.pk)
Humko Galli May Dekh kar Khud Ko Chupa Liya
Jany Yeh Dushmano Nay Usay Kya Sikha Diya
Ghar Usnay Kya Banaya Masjid K Samnay
Chahat Nay Uski Hamy Namazi Bana Diya
Wo Mujh Sy Bay Sabab Uljha Nahe Tha
Pehlay To Wo Kabhi Aisa Nahe Tha
Bohat Ala Tha Uska Zarf Lakin
Wo Meri Zaat Ko Samjha Nahe Tha
Wo Jitni Bay Rukhi Say Chal Diya Tha
Ma Itna Bhi Gaya Guzra Nahe Tha
Usay Ma Bura Kyoun Tehraoon Yaroo
Woh Acha Tha Fakat Mera Nahe Tha
UMEED KISE KI YAD DIL MAIN HAI KOI AHSAS BAQI HAI
BADLTAY MOSMOON K DARMIYAN AIK RAZZ BAQI HAI
ABI TO MAIN SAFAR MAIN HOON MILAIN GI MANZLAIN MUJKO
MAGAR IN RASTOON K DARMIYAN IK SATH BAQI HAI
KAHAIN PAR SHAM DHALTI HAI KAHAIN PAY RAT HOOTI HAI
ABI TO CHAND HAI CHAND KI RAT BAQI HAI
CHALY AAO KISE DIN TUM HAMRA HALL B DAIKHO
HAMRA JISAM MURDA HAI MAGAR AIK SANS BAQI HAI
UMEED HAI PHIR B WO MILAY GI HAMAIN AIK DIN
KHUDA PAR HAI BHOROOSA ABI KHUDA KI ZATT BAQI HAI
Rasm-e-ulfat hi ijazat nahi daiti warna
hum b tumain aisa bholain k sada yad karoo
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya
Khali hi sahi hathon mein jam to aaya
Mein hoon bewafa sabko betaya usne
Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Sath chalne ke liye sathi chahiye,
Aansu rokne ke liye muskan chahiye
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya
Teri Ibtada koi or hai.....
Tari inteha koi or hai.....
Teri bath hum sey hoi to kia......
Tara mudda'a Koi or hai....
Humein Shoq tha bari dair se k teray Sharik-e-safer banein....
Teray sath chal k khabar hoi tera rasta koi or hai.....
Tujhe fikar hai k badal dia mujhe gardish-e-shab-o-roz ne.....
Kabhi khud se bhi too sawal kar tu wohi hai ya koi hoor hai....
Us ne tora wo taluq jo meri zat se tha...
Us ko runj na jane meri kis bat se tha...
La taluq raha logon ki tarah wo bhi...
Jo achi tarah waqif merey halaat se tha...
kash khushyoon ki koi dukaan hoti
aor mujhe us ki pehchaan hoti
main khareed lata tere liye wo saari khushyaan
chahay un ki qeemat meri jaan hoti
mang kabhi ulfat mai jan humse
hum teri kisi bat ko tala nahi kertey
tasdeeq jo kerni ho ajao kisi shab
hum terey bina gher mai ujala nahi kertey
zindagi Ahsan ho zindagi say wafa karta hoon
sayed yahi waja hai Ahsan say pahlay zindagi likha karta hoon
Wo mujh se besabab uljha nahi tha
wo pehley to kabhi aisa nahi tha
bohat ala tha uska zarf lakin
wo meri zaat ko samjha nahi tha
wo jitni berukhi se chal dia tha
mai itna bhi gaya guzra nahi tha
Usey mai q bura theraon yaron
wo acha tha faqat mera nahi tha
Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena zarori hai
nahi fursat kuch our karnay ki humain
teri yadain teri batain bohat masroof rakhte hain
Tu jo bichre tu mile dard qayamat jaisa
tujhse kaisa ye taluq hai mohabbat jaisa
jise chaho usay ehsas e KHUDAI day doo
silsala pyar ka rakho tu ibadat jaisa
QADAM QADAM PAY MILE IK NAI KHUSHI TUM KO...
ANDHERI RAAT MEY MIL JAAEY ROSHNI TUM KO...
YEHI DUA HAI KHUDA SEY KEY KAASH LAG JAAEY....
MERI HAAYAAT KEY LAMHO KI ZINDAGI TUM KO........
naye dino main tumhare qreeb, hum rahe na rahe,
bhool jana wo sab kahi baatein,
ik mosam judai ka bhi hai,
sabhi to bichar k to mil nahii pate,
zindagi ko qreeb se dekho,
sab juda ho kar ,
mar nahi jaate
HAM NAZUK NAZUK DIL WALAY BAS AISAY HI TO HOTAY HAIN...
KABHI HASTAY HAIN KABHI ROTAY HIAN.....
KABHI DIL MEIN KHAWAB PIROTAY HIAN...
KABHI MEHFIL MEHFIL PHIRTAY HAIN...
KABHI ZAAT MEIN TANHA HOTAY HAIN....
KABHI CHUP KI MOHAR SAJATAY HIAN...
KABHI GEET LABON PE LATAY HAIN...
KABHI SAB KA DIL BAHLATAY HAIN...
KABHI KHUD MEIN TANHA HOTAY HIAN...
KABHI SHAB BHAR JAGTAY RAHTAY HAIN...
KABHI LAMBI TAAN K SOTAY HAIN...
HUM NAZUK NAZUK DIL WALAY KUCH AISAY HI TO HOTAY HAIN.......
unki chahet mai hum zamana bhol gaye
unke baad kissi ko apnana bhool gaye
unse mohabat hai bataya sare zamanay ko
bas yehi 1 baat unhe batana bhool gaye.
No comments:
Post a Comment