How To Write A Poem Biography
(Source.Google.com.pk)
Wo Mujh Sy Bay Sabab Uljha Nahe Tha
Pehlay To Wo Kabhi Aisa Nahe Tha
Bohat Ala Tha Uska Zarf Lakin
Wo Meri Zaat Ko Samjha Nahe Tha
Wo Jitni Bay Rukhi Say Chal Diya Tha
Ma Itna Bhi Gaya Guzra Nahe Tha
Usay Ma Bura Kyoun Tehraoon Yaroo
Woh Acha Tha Fakat Mera Nahe Tha
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya
Khali hi sahi hathon mein jam to aaya
Mein hoon bewafa sabko betaya usne
Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Sath chalne ke liye sathi chahiye,
Aansu rokne ke liye muskan chahiye
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya
Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai
Meharbaan mujh pe thy halat kbi yun b tha,
Hum raha krty thy ik sath kbi yun b tha,
Ab to perchaian b uski milny ni aateen,
Roz hoti thi us sy mulaqat kabhi youn b tha,
Ab to Khushian b juda gham b hain juda,
Hansty roty thy hum ik sath kbi yun b tha,
Dekhna b jo gawara ni krta ik pal b mujko,
Dekha krta tha meri rah kbi yun b tha,
Ab to rony say b fursat nhi milti mujhko,
Hansta rehta tha main din raat kbi youn b tha
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye
Tum roti ho mujhe rulane ke liye
Tum ek bar rooth kar to dekho
Mar jaoun ga tumhein manane ke liye......
Aansu`oon ki Tarah Nazron say Giraya Us Ne
Apni khabar Na Mili Kuch Aise khak Mein Milaya Us Ne,
Elzaam Mujh Pe Lagaaya Magar Bewafa khud Tha
Pehle Dewana Banaya Phir Mujhey Thukraya Us Ne,
Usko Mazaa Aata Hai Mujhko Sataane Mein
Mujhe Geeli Lakri ki Tarah Jalaya Us Ne,
Rahat Gha
Aaya Na Tha Us ko Wadaa Wafaa Karnaa
Logon ko Jhota Apni Wafa ka Qisa Sunaya Us Ne,
Tanhayon K Dard Se khoob Waqif Tha Woh “FARAZ”
Pher Bhi Dunya Mein Mujhe TANHA Baanaya Us Ne.

No comments:
Post a Comment