Short Rhyming Poems Biography
(Source.Google.com.pk)
Jb Milny lga teri Mohabut me sakon
Phir you hua wo mera sath chor geya
Abi bohat baqi thin hasraten dil Me
Mgr wo shakhs adhori Mulaqat chor gaya
Fakhr to ye ha k tu tha mera humsafar kbi
Dukh ye he k beech raha me tu mera HATH chor gaya
Bin tmhare Rehna ab ek azab sa lgta he
na jany zindagi me tu kesy Jazbat chor gya
wo bewafa shkhs to chala gya zindagi se
Mgr Ankho me meri Ansou ki Barsat Chor geya
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae…..
Paper ho par result na aye…….
Class ho par teacher na aye……
Bus me baithe par college na jaye…….
Picnic jae aur vapas na aye……
Hafte me 3 din ho or fir Sunday aye…….
Sote rahe din bhar…sham ko ghumne jae……
Hum bilkul na padhe aur pass ho jae……
Sab dost sath rahe or chuttiyan manae…..
Jise chahte he dil se wo apna ho jae……
Barish me bhige aur joor se gana gaye…….
Duniya bhool jaye fir bacche ban jaye…….
Bheed se dur yuhi duniya banae……
Sari jindgi bas yuhi kat jae……..
Kash ye sare sapne sach ho jae………
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae..
Ajeeb Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya..=
K Dil Ko Barf Kiya Zehn Ko Sahara Kya..=
Mazaaj e Dard Ko Sab Lafz Bi Qubo0l Na Thay..=
Kisi Kisi ko Tere Gham Ka Ishara Kya..=
Phr Us K Ashk Bi Uss Ko Adaa Na Kar Paaye..=
Wo Dukh Jo Us K Tabassum Ne Aashkhara Kya..=
K Jaise Aankh K Lagte Hi Khul Gai Ankhen..=
Nigaah e Jaan Ne Boht Do0r Tak Nazara Kiya..=
Hamen Bi Daikh K Tajseen E Nau se Guzre Hain..=
Badan Ko Sheesha Kiya Dil Ko Sang Paara Kiya..=
Ajab Mizaaj tha Tanhai Aashna Ka Saud..=
Khud Apna Sath Bi Muskhil Se Hi Gavara Kya...
Khirki, chand, kitab aur main
Mudat se ik baab aur main
Shab bhar khailen apas me
Do ankhain ik khwab aur main
Mouj aur kashti sahil per
Dariya me gardaab aur main
Sham, udaasi, khamoshi
Kuch kanker talaab aur main
Har shab pakrey jaty hen
Gehri neend, tery khwab aur main
Khizan k mosam ki sard shaamein
Saraab yaadon k hath thamy
Kabhi jo tum se hisaab mangeyn
Mayusion k nisaab mangeyn
Be noor aankhon se khwaab mangeyn
To jaan lena k khwaab sary
Meri hadon se nikal chuky hain
Tumhari chokhhat pe aa ruky hain
Musafton se thaky huy hain
Gubar-e-rah se atty huy hain
Tumhari galion mein chup khary hain
Kuch is tarha se dary huy hain
Swaali nazron se tak rahy hain
Tumhari chokhat pe jany kab se
Jabeen jhukay huy khary hain
koi wada nahi hm mai
na apas mai buhat baten
na milne mai shokhi
na akhir shab manajatin
mgr ek kahi unsuni c hai
ajab ek sarkhuroshi c hai
ye sare dilruba manzar
halke sukh ki barsaten
ya gehre dukh ka musam
sabhi ek zid mai rehte hain
mge peham ye khte hain
muhabt yun nahi achi
muhabt yun nahi achi
Marnay k bad meri ye kahani likhna
Kese hui Barbad meri ye Jawani likhna
Ye likhna usay Intizar bahot tha kisi ka
Aakhri saans ki kesay hui Rawani likhna
Jo Qasmain khai thi us ne Piyar me
Un Qasmon ki kya hui us per Mehrbani likhna
Ek khushboo GULAB k sath
Thori si HANSI har baat k sath
Ek yaad Mulaqat k sath
Naya mousam Thori si Sardi k sath
HAMESHA khush raho
Meri"DUA"k sath
ik khuwab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
zara chupke se khamoshi se
tm izhar mhbt kardo na
main payass mein dooba sehra hon
tm mj ko samandar kar do na
meri rahein thori adhori hain
tm in ko mukamaml kardo na
main younhi phirta rehta hon
tm khud ko manzil kardo na
ik khuawab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
Chiragh-e-naqsh-e-qadam sab ke sab bujha baithy
Abhi chaly thy abi rasta bhula baithy
Hansi hansi meen hawa pochty huwe guzri
Chrag kesy sir-e-sham hi bujha baithy
Khily gulab sar-e-shakh to khizaan boli
Hai gusl-e-akhri jo us meen naha baithy
Qasam khuda ki boht yad aaty ho janaan
Kabhi jo sabz shajar pr prinda aa baithy
Shab-e-siyah ko to aurh kr guzr aayye
Sehr k noor meen jo kuch bhi tha luta baithy
Short Rhyming Poems Poems About Love For Kids About Life About Death About Friendship For Him On Teachers For Her Family On Teachers Day
No comments:
Post a Comment