Children Poems Biography
(Source.Google.com.pk)hiragh-e-naqsh-e-qadam sab ke sab bujha baithy
Abhi chaly thy abi rasta bhula baithy
Hansi hansi meen hawa pochty huwe guzri
Chrag kesy sir-e-sham hi bujha baithy
Khily gulab sar-e-shakh to khizaan boli
Hai gusl-e-akhri jo us meen naha baithy
Qasam khuda ki boht yad aaty ho janaan
Kabhi jo sabz shajar pr prinda aa baithy
Shab-e-siyah ko to aurh kr guzr aayye
Sehr k noor meen jo kuch bhi tha luta baithy
UMEED KISE KI YAD DIL MAIN HAI KOI AHSAS BAQI HAI
BADLTAY MOSMOON K DARMIYAN AIK RAZZ BAQI HAI
ABI TO MAIN SAFAR MAIN HOON MILAIN GI MANZLAIN MUJKO
MAGAR IN RASTOON K DARMIYAN IK SATH BAQI HAI
KAHAIN PAR SHAM DHALTI HAI KAHAIN PAY RAT HOOTI HAI
ABI TO CHAND HAI CHAND KI RAT BAQI HAI
CHALY AAO KISE DIN TUM HAMRA HALL B DAIKHO
HAMRA JISAM MURDA HAI MAGAR AIK SANS BAQI HAI
UMEED HAI PHIR B WO MILAY GI HAMAIN AIK DIN
KHUDA PAR HAI BHOROOSA ABI KHUDA KI ZATT BAQI HAI
Rasm-e-ulfat hi ijazat nahi daiti warna
hum b tumain aisa bholain k sada yad karoo
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya
Khali hi sahi hathon mein jam to aaya
Mein hoon bewafa sabko betaya usne
Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Sath chalne ke liye sathi chahiye,
Aansu rokne ke liye muskan chahiye
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya
Humko Galli May Dekh kar Khud Ko Chupa Liya
Jany Yeh Dushmano Nay Usay Kya Sikha Diya
Ghar Usnay Kya Banaya Masjid K Samnay
Chahat Nay Uski Hamy Namazi Bana Diya
Wo Mujh Sy Bay Sabab Uljha Nahe Tha
Pehlay To Wo Kabhi Aisa Nahe Tha
Bohat Ala Tha Uska Zarf Lakin
Wo Meri Zaat Ko Samjha Nahe Tha
Wo Jitni Bay Rukhi Say Chal Diya Tha
Ma Itna Bhi Gaya Guzra Nahe Tha
Usay Ma Bura Kyoun Tehraoon Yaroo
Woh Acha Tha Fakat Mera Nahe Tha
Mom ki tarha pighaltey huey dekha usko,
Rut jo badli tau badaltey huey dekha usko,
Wo jo kantoon ko bhi narmi se chua karta tha,
hum ne phuloan ko masaltey huey dekha usko,
janey kis gham ko chupaney ki tamana hey usey,
Aj her bat pe hanstey huey dekha usko,
janey wo mangney jata hey dua bhi kasee,
Hath uthatey he sisaktey huey dekha usko
Tera dard tha, teri yad thi, Main jahan raha, Main jidhar gya, Mera din too yunhi guzar gya, Hui shaam too main bikhar gya, Is abr ka mere yaar se...... Bara milta julta mizaj hai, Kabi toot kr baras gya, kabi berukhi se guzar gya, Jab main chhor jaunga wo gali, Use yaad aye gi tub meri, Khoje ga jab wo idhar udhar, To khabar mile gi main mar gia.....!
Aarzo-e-safar ka jab hum nay irada kia tha,
saath chalnay ka usnay b wada kia tha,
kuch us ko ras na aaei wafa ki sadaqtain,
kuch aitbar bhi hum nay ziada kia tha,
kab kon kisi ka hota hay sab jhutay rishtay naatay hain;
ikhlaq say aari log yahan sab asli roop chupatay hain;
ik bar sama kar ankhoon main'
sari umer rulatay hain
unki chahet mai hum zamana bhol gaye
unke baad kissi ko apnana bhool gaye
unse mohabat hai bataya sare zamanay ko
bas yehi 1 baat unhe batana bhool gaye.
is tarah sataya hai pareshaan kiya hai
goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai
socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge
tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai
mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq
ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai
ishq ko be-naqaab hona tha
ap apna javab hona tha
teri ankhon ka kuch qasor nahin
haaN mujhi ko Kharab hona tha
dil k jis par hain naqsh-e-rangaa-rang
us ko saadaa kitaab hona tha
ham ne naakaamiyon ko Dhond liya
aaKhir kamayab hona tha
tapash sooraj ki hoti hai jlna zameen ko prta hai.
Qasoor aankhoo ka hota hai trapna dilko prta hai.
No comments:
Post a Comment