Poems That Rhyme Biography
(Source.Google.com.pk)
Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho
Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho
Bandaparwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho
Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho
Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho
Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar’
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.
Us Nazar ki tarf mat dekho
Jo tumhe dekhne se inkaar karti hai.
Duniya ki bheed me us nazar ki taraf dekho.
Jo Sirf aur sirf tumhara intezaar karti hai…
Ajeeb Dhang Se Maine Yahan Guzara Kiya..=
K Dil Ko Barf Kiya Zehn Ko Sahara Kya..=
Mazaaj e Dard Ko Sab Lafz Bi Qubo0l Na Thay..=
Kisi Kisi ko Tere Gham Ka Ishara Kya..=
Phr Us K Ashk Bi Uss Ko Adaa Na Kar Paaye..=
Wo Dukh Jo Us K Tabassum Ne Aashkhara Kya..=
K Jaise Aankh K Lagte Hi Khul Gai Ankhen..=
Nigaah e Jaan Ne Boht Do0r Tak Nazara Kiya..=
Hamen Bi Daikh K Tajseen E Nau se Guzre Hain..=
Badan Ko Sheesha Kiya Dil Ko Sang Paara Kiya..=
Ajab Mizaaj tha Tanhai Aashna Ka Saud..=
Khud Apna Sath Bi Muskhil Se Hi Gavara Kya...
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae…..
Paper ho par result na aye…….
Class ho par teacher na aye……
Bus me baithe par college na jaye…….
Picnic jae aur vapas na aye……
Hafte me 3 din ho or fir Sunday aye…….
Sote rahe din bhar…sham ko ghumne jae……
Hum bilkul na padhe aur pass ho jae……
Sab dost sath rahe or chuttiyan manae…..
Jise chahte he dil se wo apna ho jae……
Barish me bhige aur joor se gana gaye…….
Duniya bhool jaye fir bacche ban jaye…….
Bheed se dur yuhi duniya banae……
Sari jindgi bas yuhi kat jae……..
Kash ye sare sapne sach ho jae………
Kabhi kabhi dil chahta hai kuch asa ho jae.. !
Chah Kar Bhi Hamko Bhula Do To Koi Bat Nahi
Tum Ko Koi Aur Bulayega To Mushkil Nahi
Laga Ke Dil Hamse Tod Do To Koi Bat Nahi
Dil Kisi Aur Ka Todoge To Mushkil Hogi
Mere Jajbato Se Khelo To Koi Bat Nahi
Fir Kisi Aur Se Kheloge To Mushkil Hogi
Meri Khushiyon Ko Kuchal Do To Koi Bat Nahi
Khushiyan Kisi Aur Ki Chhinoge To Mushkil Hogi
Jb Milny lga teri Mohabut me sakon
Phir you hua wo mera sath chor geya
Abi bohat baqi thin hasraten dil Me
Mgr wo shakhs adhori Mulaqat chor gaya
Fakhr to ye ha k tu tha mera humsafar kbi
Dukh ye he k beech raha me tu mera HATH chor gaya
Bin tmhare Rehna ab ek azab sa lgta he
na jany zindagi me tu kesy Jazbat chor gya
wo bewafa shkhs to chala gya zindagi se
Mgr Ankho me meri Ansou ki Barsat Chor geya
us ne mehsoos bhi na honey diya,
yun kahani ka rukh moor diya,
milney julney main ki kami pehley,
phir rafta rafta hamein hi choor dya
kitabey taqdeer se kya shikwa aey dil e nadan
jab har shay ne mit jana hai to phir khawahishein kesi
No comments:
Post a Comment