Childrens Poems Biography
(Source.Google.com.pk)
Sooni zindagi me halchal mehsoos hui
bejan dil me dhadkan mehsos hui
jane kyu aaj aisa laga
shayad tumhari kami mehsoos hui
Tute huye taare ko dekhkar maine kaha
Ae dil maang le tu bhi fariyaad koi
Par dil se aawaaz aayi k
Jo khud tut raha kaise poori karega wo fariyaad koi
kash aik din esa bi aye
waqt ka har pal tham jaye
samny bas tum hi raho
aur umer guzar jaye
Sms har pal karu to shararat hogi
har din karu to paresani hogi
kabhi kabaar karu to kanjusi hogi
par dil se karu toh aapko khushi hogi
Asman Kay taray Aksar Pucha Kertay Hain
Kya Tumain Ab Bhi Intezar Hai Uskay Loat Anay Ka
Aur Dil Muskurakay Kehta Hai
Mujhe Toh Ab Bhi Yaqeen Nahi hai Us Kay Chalay Janay Ka
Jab yad ka Album Kholon to Kuch log boht yad ate hain
main guzre dino ko sochon to kuch log boht yad ate hain
ab jane kis nagri main soe pare hain muddat se
main raat gai tak jagon to kuch log boht yad ate hain
Khabi mai bi thak gai usy dhondty huvy
kuch zindagi k pass bi muhlat na rahi
Uski ik ik ada se jhalkny laga KHLOOS
Jab mujh ko AITABAR ki adat na rahi
MAT KARO BEHAS HAR JAO GI
HUSSAN ITNI BARRI DALIL NAHI
Kisi Ki Quarbaton Mein Bhula Diya Ho Ga
Naqash Mera Uss Ne Mita Diya Ho ga
Jo Mere Sath Meri Yad Se Wabasta Tha
Uss Ne Har Woh Lamha Jala Diya Ho Ga
Sard Shamon Ki Bichari Hoyi khushbo Ne
Us Ki Tanhyion Ko Mehka Diya Ho ga
Wo jo kehta tha tujhe apna bna k choron ga
Lo aj us ne humain apna bna k chor dia
Yeh deed jo mujhe naseeb hay
wo naseeb kabil-e-deed hay
Tera dekhna meri zindagi
tera milna meri Eid hay
Sirf ik bar aao meri ankhon k rasty dil me
Phir lotny ka irada hum tum pe chor dein ge
Hum Sy Poochni Hy Tou Sitaaron Ki Baat Poocho FARAZ
Khowabon Ki Baat Tou Woh Krty Hain Jinhein Neend Aati Hai
Humare Anso Pooch Kar Wo Muskurate Hain
Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hain
Hath Unka Chu Jaye Humare Chehre Ko
Isi Umeed Mein Hum khud ko Rulate Hain
likhe hai yah ghazal sirf tery liye
ashiq bany b tu sirf tery liye
kisi ko nahi daikhain ghe yah ankhain
nazrain tarsy ghi b tu sirf tery liye
her sans may yaad karon gha tujy
yah sans nikly ghe b tu sirf tery liye
jo aala zarf hotay hian hamesha jukh kay miltay hian
surahi sirnagion ho kar bhara karti hay pamana
TO HAR PAL DIL K PASS HAI
KIA TUJE IS BAAT K EHSAAS HAI
AGR NAHI TO AK BAAR DIL K PAS AKAR DEKH
YE DIL TERE BINA KITNA UDAAS HAI
jalta howa deeya hon hawaon ke zad main hon
main muflase k hathon gunahon ke zad main hon
iblees tare to ek kuda say na ban saki
mujh ko bhe dekh main kitny kudaon ke zad main hon
Rukh-e-shabaab se Aanchal Jo Sarkatay Dekha
Chaand Akaash Ke Jhurmat Se Nikaltay Dekha
Mujhe Mehsoos Hua K Dard-e-judai Kya Hai
Main ne ek Phool jo tehni se bikharte dekha
Zindgi Kya Hai Mere Dost Mujh se poochh
Main Ne Gulshan ko baharo'n mein ujarrtay dekha
Kitnay anjan hain sar e shaam so jaty hain Faraz
Meri ankhon sy meri neend churany waly.
No comments:
Post a Comment